MAHALAYA KIYA HAI ? KYA KARNA SAHIYE MAHALAYA PAR ?

 On this mahalaya, may you and your family be blessed with good health, wealth and prosperity. May the light of wisdom and knowledge shine upon you, illuminating your path on this day. Shubho mahalaya.

Mahalaya kiya hai ¿

Mahalaya yeh hai ki ek mahan aloi, matlab ptri purush ko dhiyaon kar kor pindon dan kiya jata hai mahalaya par. Mahalaya se Durga mata ki pitri pakshya khatam hoti hein or devi pakhsya suru hoti hein. 

Ganesh utsav ke next purnima se matlab bhadro purnima se pitri pakshya suru hoti hein. Or khatam hoti hein mahalaya a amaboisya tithi par. 

Mahabharat ke anusar vikhyat data korno matlab dan data Kunti ke bada putra jab marne ke bad swarg log mein jate hein, tab use dev tau ki raja indra dev ne unko khane ke liye sona, sandi yeh sab diya khane ke liye yeh sab dekh kar korno ne pusha yeh kiya hein, khane ke liye khane wale chiz kyu nehi diya geya or yeh kese kha sakti hein, khane ke liye kuch normal khana do, tab indro dev ne bola ap to bohot dan data hein or ap ne yeh sab dan kiya hein logo ko to ap yeh sab hi khana padega, apne kabhi bhi logo ko khane wale chiz dan nehi kiya hein, isliye aapko yeh khane mein diye geye hein.
Uske bad koron ne bola abhi mein kiya kar sakta hoon, tab indro dev ne bola Prithvi mein ja ke khana dan karna hoga tabhi aapko yaha par milega khane mein. Or woh Vardro month purnima ke bad mahalaya tak karib 16 din tak woh prithivi par ane ke liye Adesh dete hein or ate hein pitri luk udeshya lekar pani or khana dan karogi tab tumhe yaha ane ka moka milega. Uske bad korno ati hein or jese bola gyan hein wise hi logo ko khana or pani dan karti hein or 16 din ke bad arthat mahalaya ke din korno sale jate hein swarg log mein yahi paksha ko pitri paksha kaha jata hein. Or wohi mahalaya ke din pitri purush khatam hoti hein or is din mein agar koi nodi mein ja ke pani til flowers fruit yeh sab saman le kar puja path karti hein to aap sabhi ka puja safal hogi or sardho dan yeh sab bhi kar sakte hein iss mahalaya omaboisya par. 

Is mahalaya din par agar koi tithi ya sardo yese kam kar sakte hein agar koi karne ka soch rehe hein is din par subh mana jata hein, or gaya mein ja ke kar sakte hein to or bhi safal hein. Woha par subh mana jata hein. Is time par gaya par ek mela ki tarah hoti hein, yeh sab usi time akhirbad diye geye hein gaya par agar iss time par koi pitri purush ko le kar koi yaha puja karte hein to safal jarur hoti hein, yehi man kar saro log gaya mein issi time par puja karne ati hein. Or iss time perfect hoti hein.

Iss mahalaya ke din agar koi sardho ya pitri purush ko le kar woha puja arson karte hein to subh hoti hein.

Leave a ReplyCancel reply

Discover more from News reports

Subscribe now to keep reading and get access to the full archive.

Continue reading

Exit mobile version